|
Lyric Name: Main Albeli Movie Name: Zubeidaa Lyricists:
Javed Akhtar Music Director:
A. R. Rahman Singer(s):
Kavita Krishnamurthy and Sukhwinder Singh --CHORUS-- Rangeeli
ho, sajeeli ho - 2 --MALE-- Tu
albeli o - 2 --FEMALE-- Main
albeli, ghoomoon
akeli, koi
paheli hoon main Ho,
main albeli, ghoomoon
akeli, koi
paheli hoon main Pagli
hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye In
hawaaon ki saheli hoon main --MALE-- Tu
hai rangeeli, ho Tu
hai sajeeli, ho --FEMALE-- Hirni
hoon ban mein, kali
gulshan mein Shabnam
kabhi hoon main, kabhi
hoon shola Shyaam
aur savere, sau rang mere Main
bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya --CHORUS-- Tu
albeli, ghoome
akeli, koi
paheli hai tu Pagli
hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye In
hawaaon ki saheli hai tu --MALE-- Tu
albeli, ghoome
akeli, koi
paheli, paheli --FEMALE-- Mere
hisse mein aayi hain kaisi betaabiya Mera
dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha Hmm,
mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya Mera
dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha Meri
bechaini le jaaye mujhko jaane kahan Main
ek pal hoon yahan Main
ek pal hoon yahan, main hoon ek pal vahan --CHORUS-- Tu
baawali hai Tu
manchali hai Sapnon
ki hai duniya jis mein tu hai pali --FEMALE-- Main
albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main --MALE-- Tu
albeli, o --FEMALE-- Main
albeli, ghoomoon
akeli, koi
paheli hoon main Pagli
hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye In
hawaaon ki saheli hoon main --MALE-- Tu
hai rangeeli, ho Tu
hai sajeeli, ho --FEMALE-- Hirni
hoon ban mein, kali
gulshan mein Shabnam
kabhi hoon main, kabhi
hoon shola Shyaam
aur savere, sau
rang mere Main
bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya --CHORUS-- Oh --MALE-- Tu
albeli, o --FEMALE-- Hm,
hm, main woh raahi hoon jiski koi manzil nahin Main
woh armaan hoon jiska koi haasil nahin Main
hoon woh mauj ke jiska koi saahil nahin Mera
dil naazuk hai Mera
dil naazuk hai, patthar ka mera dil nahin --CHORUS-- Tu
anjaani, tu hai deewani Sheesha
leke patthar ki duniya mein hai chali Tu
albeli, ghoome akeli, koi paheli hai tu Pagli
hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye In
hawaaon ki saheli hai tu --FEMALE-- Main
hoon rangeeli, ho Main
hoon sajeeli, ho Hirni
hoon ban mein, kali gulshan mein Shabnam
kabhi hoon main, kabhi hoon shola Shyaam
aur savere, haan, sau rang mere, haan Main
bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya --CHORUS--
|